Zong AD remix:
Fri, 2009-12-04 10:06
Zong AD remix
Yaar aik baat tu batain? Maza tu aab aye ga, Cheating hour ..! Tu Pocket guide sath lay jain,
yeh yaad ker ker k paper dena zaroori hay kya?
aur iss say hota hi kya hay?
thora bohto yaad reh jata hay, jaisay wo bi pura likh ker ajain gay..!
Cheating hr sirf akhir ka aik hour, 2 ghante bethay rahay kya?
Pocket guide k sath!
Ji haan aab pure k pure notes k sath,
Net weight sirf 12grm,
itnay main tu Pharra bhi na mile..!
ab koi b hour ....
Aur saaaaaaaabbb Likh dain....
